insaan

teacher > insaan woh hay jo dosroon k kaam ayee

student > lakin exam k waqt na to app khud inssan banteen hain..or na hee dosroon ko insaan bannay dayteen hain !

Re: insaan

hasna tha?

Re: insaan

nahi rona tha ...ro ro ker tub bharna tha ..phir naha ker thread say nikal jana tha

Re: insaan

waqaee ye thread sirf nahanay k hee kaam asakta hay, joke to koi kaam ka dhoond kar laateen

Re: insaan

chalo app eid k eid nahanay walay is bahnay naha he lain gay ..itna bara kaam kr diya is thread nay ...jaraseem ka khatma..qoom sehat mand tawana

Re: insaan

har roz aik esa thread kholti raheen to lifebouy ka karobar thap ho jayega

Re: insaan

^ yane app apnay bal bootay per apnay kaam nahi ker saktay .. thread hee kholain hum ...itnay waylay baithay hain hooun

Re: insaan

aapko to ehsan maana chahye, sunsaan para tha aapka thread, aur yahan safai suthrai ki batain honay lageen hmari badolat, safai nisf iman hay.

Re: insaan

thread ko kholay 10 min he hoye thay k aan janaab waird ho gayee...kisi or ko moqa to daytay : P

Re: insaan

aap dono lar chuk len to ab main hans loon??
:omg:

Re: insaan

^ plz...app ka hansna ..the reader k ley moun tor jawab ho ga : P

Re: insaan

^ lain PG, aapki dukan chal pari, ab humara koi kaam nahi. Assalam-o-alekum

Re: insaan

^woh kia shair hay

baray bay abru ho ker tere koochay say hum niklay : P

ps> dont mind ...me also going to sleep

:rotfl:

Re: insaan

:biggthumb:

Re: insaan

hahahaha

Re: insaan

hahaha!

Re: insaan

hahahahahahahahhahahahah..... gud1

Re: insaan

:D