Dil Se Ager Kabhi Tera Armaan Jayega
Ghar Ko Laga K Aag Yeh Mehmaan Jayega
Sab Hongey Us Sey Apni Tarif Ki Fiker Main
Mujh Ko Meray Sakut Sey Pehchan Jayega
Is Kufr-e-Ishaq sey Mujhay Kiyon Roktey Ho
Emaan Walo ! Mera Hi Emaan Jayega
Aaj Us Sey Main Ney Shikwa Kiya Tha Shirartun
Kis Ko Khaber Thi Kay Itna Bura Maan Jayega
Ab Us Muqaam Per Hain Meri Beqarariyan
Samjhaney Wala Khud Hi Preshan Ho Jayega
Duniya Pay Aesa Waqat Bhi Ayega hanza
Insaan Ki Talash Main Insaan Jayega
Re: Insaan ke talash main
nice :k:
Re: Insaan ke talash main
**kya baat hae mere tahreem saheba ki **![]()
Re: Insaan ke talash main
nice tahreer post ki ahi tahreem :)
Re: Insaan ke talash main
Very nice tahreem :k:
Re: Insaan ke talash main
good one :k: