http://www.rarepoetry.com/wp-content/uploads/2012/09/Mosin-Naqvi-In-Dino.jpg
Re: Inn dinno
kia strikes ka season hai?
Re: Inn dinno
kia strikes ka season hai?
nahin bhai ka hukum hai
Re: Inn dinno
kon bhai?
Re: Inn dinno
kon bhai?
altaf bhai
Re: Inn dinno
kon bhai?
Karachi mein rehtey hain aur bhai ka patta nahin, london phone ker kay aap kee shikaat kerta hoon.
Re: Inn dinno
Karachi mein rehtey hain aur bhai ka patta nahin, london phone ker kay aap kee shikaat kerta hoon.
rehnay dain...may in ki bori tayar karwa raha hoon
Re: Inn dinno
poetry jaisi romantic jagah pe Bhaiyon ka zikr
Re: Inn dinno
Woh bhi toh romantic hain, yaad nahin jub unhon nay mujra kiya tha “Pardey mein rehnay doh pardah na uthao”
Re: Inn dinno
Woh bhi toh romantic hain, yaad nahin jub unhon nay mujra kiya tha "Pardey mein rehnay doh pardah na uthao"
aaj kal sara romanticism khatam hogaya hai: Ummat e Muslima ka Titanic doob raha hai
Re: Inn dinno
Karachi ki aabadi tou kam honay ka naam nahin le rahi