nakhan
July 26, 2005, 4:04pm
1
Hi, i m new on this gup shup & enjoing it
here is my Intikhaab ho u will like it.
Na koi wada hay tum say
Koi rishta nibhanay ka
Na koi aur hi dil mai.n
Tahiyya ya irada hay
kai din say magar dil mai.n
ajab uljhan si rehti hay!
Na tum is dasta.n k sarsari kirdar ho koi
Na qissa itna sada hay
Ta.aluq jo mai.n samjha tha
Kaheen us say ziyada hay
muddii
July 27, 2005, 3:27am
2
Re: Inkishaf !
nakhan:
Hi, i m new on this gup shup & enjoing it
here is my Intikhaab ho u will like it.
Na koi wada hay tum say
Koi rishta nibhanay ka
Na koi aur hi dil mai.n
Tahiyya ya irada hay
kai din say magar dil mai.n
ajab uljhan si rehti hay!
Na tum is dasta.n k sarsari kirdar ho koi
Na qissa itna sada hay
Ta.aluq jo mai.n samjha tha
Kaheen us say ziyada hay
Nice one and welcome aboard:)
Re: Inkishaf !
Very Nice… Tnx for Sharing…
Welcome to GS Poetry nakhan
nakhan
July 27, 2005, 2:45pm
5
Re: Inkishaf !
is shabnam-e-wafa ko jo dil ki shikist par
ik pal ko aakay roo gai, main dhondhta phira
be-meher aasman kay talay RASM-E-DOOSTI
kis dil may ja k soo gai main dhondhta phira
Re: Inkishaf !
Boht khoob.. and welcome to GS :)
Re: Inkishaf !
nakhan:
Hi, i m new on this gup shup & enjoing it
here is my Intikhaab ho u will like it.
Na koi wada hay tum say
Koi rishta nibhanay ka
Na koi aur hi dil mai.n
Tahiyya ya irada hay
kai din say magar dil mai.n
ajab uljhan si rehti hay!
Na tum is dasta.n k sarsari kirdar ho koi
Na qissa itna sada hay
Ta.aluq jo mai.n samjha tha
Kaheen us say ziyada hay
Welcome!
Hua hay Shah ka musahib, Phirey hay itraataa
Warna shehar mein Ghalib ki aabroo kiya hay
Jalaa hay jism jahaaN, Dil bhi jal gya ho ga
Kureedtay ho jo ub raakh, Justajoo kia hay?
nakhan
August 7, 2005, 5:55am
12
Re: Inkishaf !
umer.ashraf:
Welcome!
Hua hay Shah ka musahib, Phirey hay itraataa
Warna shehar mein Ghalib ki aabroo kiya hay
Jalaa hay jism jahaaN, Dil bhi jal gya ho ga
Kureedtay ho jo ub raakh, Justajoo kia hay?
Kiya baat hay janab ki & thanks
nakhan
August 7, 2005, 5:58am
13
Re: Inkishaf !
JN & JL thanks
by the way these complements for me or for Umer… lols
nakhan
August 10, 2005, 2:03pm
14
Re: Inkishaf !
kwahishoon kay aangan meen
shak ki zarad tehni pay
phool bud gumani kay
is tarha say khilty heen
zindagi say pyary bhi
ajnabi say lugty heen
nakhan
August 10, 2005, 2:05pm
15
Re: Inkishaf !
jo zara kisi nay chera to chilak pareen gay aanso
koi mujh say ye na poochay, mera g udas kiyon hay
nakhan
December 18, 2005, 10:14am
16
Re: Inkishaf !
Once again i want to share my 1st post on GS
by Amjad Islam Amjad
Re: Inkishaf !
nakhan welcome and nice entry :)