Inkaar

Inkaar ki si lazzat iqraar mein kahan hai
Barhta hai shouq-e-ghalib teri nahi nahi se "

Re: Inkaar

hmmm :hmmm: matlab:
**
“na, na!” kar ke pyaar tumhiiN se kar baiThe
karnaa thaa “inkaar!” magar “iqraar” tumhiiN se kar baiThe???**

Re: Inkaar

kehte hain ishq main 'nahin' ka matlab 'haan' hota hai

Re: Inkaar

Nahinnnnnnnnnnn

Mera matlab haaaaaaaaan

Uffo kiya tamasha hai

Na bhi haan

Haan bhi haan:bummer:

Re: Inkaar

awain baten sab bahan bazi