Indian Rock Music like you've never seen before

“Sarhadein” by Nitish Pires

**“Sarhadein”- Nitish Pires, the band
**
Abb ub chuke hai yaaro abb toh
Abb toh hum bhi kya kahein
Abb thak hi chuke hai sarhadon pe hum toh
Abb na chaahe sarhadein
Hum kyun ruke hum kyun bandhe hain
Hum kyun na gaaye todkar
Moheee yeh saari sarhadein
Kyun na badh jaaye use Chhodakar
Sarhadein dum todati deewaaro ki sarhadein…
Jingaad dhe kinaaro ki sarhadein
Toh main kya karuun in pukaaron ki sarhadein
Toh kya na karu in naaro ki

Abb ub chuke hai yaaro abb toh
Abb toh hum bhi kya kahein
Abb thak hi chuke hai sarhadon pe hum toh
Abb na chaahe sarhadein
Hum kyun ruke hum kyun bandhe hain
Hum kyun na gaaye todkar
Moheee yeh saari sarhadein
Kyun na badh jaaye use chhodakar
Sarhadein in haafate daraaro ki
Sarhadein in rayaayato ki maaro ki
Sarhadein janjiron mein ke subahsaat yaaro ki
Sarhadein sone jaat ke madad pyaaron ki
Sarhadein sarhadein sarhadein sarhadein…

Their Myspace page: The Nitish Pires Band [NPD] on MySpace Music - Free Streaming MP3s, Pictures & Music Downloads