Indian muslims making idols...

Re: Indian muslims making idols…

Pakistani Muslims sharab bhi tu baich rahy hain.
Hamari aik buhat tablighi rishtadar hain (Puri family hi tablighi hy hyr sy pakistan main or Germany waly bhi)khatoony khana ny aik bar kaha 'Byta Germany main hy MashaAllah karobar acha chal giya hy os ka bara kamma raha hy" Main y pocha kiy akarobar hy? ehny lagin “MSAHAALLAH! sharaaaaaaaaab ka karobar kerta hy” Main ny kaha bhei sharab per MashaAllah kehna tu nahi bnta AozBillah banta hy ehny lagin wahan tu sab pety hain:hehe: Yani jahan sab peety hain wahan jaiz hy:D