Indian content in our news channels

Re: Indian content in our news channels

ek baat aur NOTE kii aap ne? News se lagtaa hai jaise shaa’irii kar rahe hoN…aksar yeh log qaafiya [rhyming words] use karte haiN…jaise:
**
aayii thii uskii shaamat
kar di mulzim ne Himaaqat
pakRaa gayaa Daakoo Sadaqat
police kii bhii pakRii gaii munaafiqat**

:cb: