Inaayat

Taweel umr deke mujhe rub ne itna kaha
Ghamon ke shehr main tum ko guzarni hogi

(Shehzad Qais)

Re: Inaayat

bohat khooob

Re: Inaayat

Kitna mushkil hai ye zindagi ka safar…
Khuda ne marna haram kiya, Logon ne Jeena…

Re: Inaayat

acha jee :hmmm: