Re: In search of an obedient wife
she don’t even need to stangle me with … all she need is to throw stones, those will be in her pockets, can psray matti ka tail, that will be in her mouth full, … Fauji jawaan ready for any phadda, idhar phadda shuroo udhar jalao, ghairao, pathrao shuroo…
yani jaisay hi baraat ayi… waisay hi kursiaan tootna shuroo aur unn kay danday banna shuroo…
main to Bamboo pakar kar Tamboo par charh jaoonga aur neechay hi nai utroonga, mujhay koi pitna thori hay Aymenz say…
Udhar Dolhay miaan bhi shuroo… jiss car main aingay usi ko waheen par aag laga di… kuch aur nai mila jalanay ko to apni sherwaani ko hi eendhan bana dia… uff aisa lag raha hay Jaisay Islamia Republican Laloo Ka Khait mai shadi horai hay…
aisai haalat main Qazi sahab bhi faraar… ab kon nikah paraiga ? kaheen agni ko shaskhii maan kay 8-10 phairay na lagwaanay parh jain… waisay wo shadian kafi easy hoteen hain… bass aag lagao, kuch chakkar lagao, phir angotha kato aur khoon laga do maang main…bass shadi hoagai…
na nikah ka chakkar, na chuwaaray lootnay ki fikar…
uff yaad aaya… mujhay to chuwaray bi lootnay hain, khoob loot kar wpais karnay hain jahan say khareeday thay :-p
and nai kuch nai howa sab theek hay :-p