Hi friends looking for a song which sound like this
ahem ahem ( gala saaf ker raha hooon )
ay mohabbat ajj teray anjam pay roona aya
ajj kuch baat hay jo saray shaam roona aya
first time i heard this song in a background of Pak drama named some thing like But kada or sanam Kada but not sure
Thx in advance 
fasal
2
Re: In search of a song
A Ghazal written by Shakeel Badayuni and sung masterfully by Begum Akhtar
Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya
Jaane kyon aaj tere naam pe rona aaya
Yon to har shaam ummeedon mein guzar jaati thi
Aaj kuch baat hai jo shaam pe rona aaya
Kabhi taqdeer ka matam , kabhi duniya ka gila
Il-e- ishq mein har gaam pe rona aaya
Jab hua zikr zamaane mein mohabbat ka shakeel
Mujh ko apne dil-e-na kaam pa rona aaya
have listen here:
http://www.musicindiaonline.com/l/9/s/album.606/