Re: In Praise of General Zia-Ul-Haq Shaheed
Mulak main jahiloon key kammi naheen hay jo mazaroon par sajaday karain :cobra: Kum uz kum Zia kay chahnay wallay yah fazool harkaat naheen kar saktay hain ![]()
aap ko pata hay Nangay peer kay mazar par har Jumrat ko itnay loog hotay hain jo kah Naudero par bhi naheen hotay aur aap key azeem logic kay mutabiq Nanaga Peer ZAB say ziyada chaha jata hay ![]()