Re: In Praise of General Zia-Ul-Haq Shaheed
hahahah KA47, drug, fundamentalist … yah batain purani ho gai hain koi nai baat karain, jaisay Taliban, Railway, PIA inn sub key tabahi ka zima daar bhi Zia :cobra:
BTW jub zulfi, pniki Shaheed kahla saktay hain tou Zia aur unn kay sathi Fouji keon naheen ? aap kuch bhi kaheen kum uz kum uss door main Pakistan key salmiat ko koi khatra naheen tha
uss kay janazay main tamam ameer loog naheen thay unn main woh ghareeb baiwain aur borhay askhas bhi thay jin ka naam pata tuk koi naheen janta ..... janab Haqeeqat say aankhain mat churain kah Zia ka chahnay wallay sirf aur Afghan naheen Pakistani loog bhi thay aur baqi rahi baat election main jeet key to woh to Mian Sb nay bhi clean sweet kia tha tumhain yaad ho kah nah yaad ho :smokin:
PS: please don’t act like Jiyala’s , Nirala’s or Patwari and read both column again
Dude (being from an old pro Zia family) I know that many people used to like him maybe due to his usage of Islam to fulfill his political ambitions. Please do let me know how many people visit his mazar now? Do compare that with the people who visit the mazars in Naudero.