Saalon saal guzr jaatey hain..
Dhoondlee si tasveer ho jaati hai,
Yaadein hi hain jo baaqi..
Subha, shaam jo saath detee hain.
Vapaas nahi aatey jaaney vaaley..
Suddiyaan be shuk guzr jaatee hain,
Bes, tarphaati hai unkee yaadein..
Jo hamesha saath rehtee hain.