-- IN Karachi ...

who who is ?
(matlab) kon kon hay ?

jaldi dasain , apun kay pass time nai hay ziaada … bolay to :smokin2:

btw, sab ko :salam: and Ramazaan and Eid Mabrook :flower1:

Re: -- IN Karachi ...

i m in khi...

Re: – IN Karachi …

no i m not :no:

Re: -- IN Karachi ...

*Khamosh Girl *
^-- Nice to know that, I thought I was alone in the city:--(

Pink FIG
you are not what ? :s

Re: – IN Karachi …

hehehe aise kaise ho sakta tha :rotfl:

Re: -- IN Karachi ...

ATA BHAI aap karachi aye huey heinnn?????

Re: – IN Karachi …

haan na woi to … lekin thori dair baad yeh hi socha tha main nay kay sab kay kaheen table kay neechay to nahi chup gayay :s

Re: – IN Karachi …

haaain :konfused: karachi ka konsa special table hai :smilestar:

Re: – IN Karachi …

Rabikaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa :smiley:
yehsh me is into the city of to the Karachi :cb:

lekin ziaada time nahi … this time I wanna eat Bagaray Baingan and Mirchion ka salan and Kachay Gosht ki biryani :yummy:

Re: – IN Karachi …

aatay hi meri khopri par itni zor ka hathoray jaisa haath maar dia :smack:
and by that token I guess I know you :cb:

haan yeh aik khaas table hay jis kay neechay ziaada log aatay hay aur oopar kam log :cb:

Re: – IN Karachi …

ps: meri battery (laptop ki :smack: ) khatam honay wali hay, light nahi hay (welcome to Pakistan :jhanda: )

shayad achanak say gayab hojaoo :cb: :wave:

Re: – IN Karachi …

^lolzzz mubarakaaaan mazay hein bhai :smiley: :k: is dafa piyaaz ka khata bhi try kijiyeh ga acha lagey ga :smiley:

Re: -- IN Karachi ...

yeah thats true..... when i came to pak.... airport per lights off hogai thin few seconds k liye.... at that point i was relaxed k now finally i am in pak....

Re: -- IN Karachi ...

wah bhai...lite janey ki khushi manai jati hey ab :D

Re: – IN Karachi …

i am in karachi

aur meri taraf bhi light gai hui thi aur laptop ki battery khatam ke qareeb :bummer:

abhi abhi light ai hai

Re: -- IN Karachi ...

congrats.....

Re: – IN Karachi …

oye kam-aqal larki, wo sab kuch main nay aap kay ghar main khaana hay :cb: and no khatta … ham khatta nahi khaatay :cb:

Re: – IN Karachi …

same here, btw aap kahan hain? kaheen meray hi mohallay main to nahi ? :bummer:

Re: – IN Karachi …

how u know me :asa:
me jaa rahi hoon jaldi batao

Re: – IN Karachi …

aap bahar mulak say ayi hain? wow lucky you … jahaaz main darr to nahi lagta ap ko ? kitna maza aata hoga na jab wo hawa main urhta hay to ? :bummer:

wo iss liay kay jab light jati hay to wapis bhi aa hi jati hay, so khushi iss baat ki hay jaigi to aigi bhi na :cb:

walaikum congrats, lekin kiss baat ki ? :konfused: