AQ
1
Humm nay sunaa thaa Seh’n-e-chaman maiN Kaif kay Baadal chaahye haiN
Humm bhee gaye thay Jee Behlaanay, ashk bahaa kar aaye haiN
Phool khilay tau Dil murjhaaye, Shamma jalay tau jaan jalay
Aik Tumhaaraa Ghum apnaa kar Kitnay Ghumm apnaaye haiN
Aik Sulagti yaad, Chamaktaa dard, FarozaaN Tanhaaie:)
Pooch naa uss kay Sheh’r say humm kiyaa kiyaa soghaataiN laaye haiN
Soye huvay jo dard thay dil maiN, aaNsoo bun kar beh niklay
Raat sitaarouN kee chaahouN maiN yaad, woh kiyaa kiyaa laaye haiN
Aaj bhee Sooraj doob gayaa hai, Bay Noor Ufaq kay Saagar maiN
Aaj bhee phool chaman maiN tujh ko bin dekhay murjhaaye haiN
Aik Qiyamat ka sann-naaTa, Aik balaa kee taareeki
In galiyouN say door naa Hanstaa Chaand:) naa roshan saaye haiN
Piyaar kee boli, bol naa Jaalib iss basti kay logouN say
Humm nay Sukh kee kaliyaaN kho kar dukh kay kaaNTay paaye haiN
– Habeeb Jaalib
Subha
4
Soye huvay jo dard thay dil maiN, aaNsoo bun kar beh niklay
Raat sitaarouN kee chaahouN maiN yaad, woh kiyaa kiyaa laaye haiN
:k:
MANAN
5
Piyaar kee boli, bol naa Jaalib iss basti kay logouN say
Humm nay Sukh kee kaliyaaN kho kar dukh kay kaaNTay paaye haiN
AQ bhaya u r great :p
Koyal
7
Re: In galiyouN say door naa Hanstaa Chaand naa roshan saaye haiN —
Koyal Ki boli samjain gain kia
:k:
Piyaar kee boli, bol naa Jaalib iss basti kay logouN say
Humm nay Sukh kee kaliyaaN kho kar dukh kay kaaNTay paaye haiN
very nice :k: bus yahi samj aya hai theek tarah se :halo:
Mahnoor
10
Aaj bhee Sooraj doob gayaa hai, Bay Noor Ufaq kay Saagar maiN
Aaj bhee phool chaman maiN tujh ko bin dekhay murjhaaye haiN
:k:
AQ
14
Piyaar kee boli, bol naa Jaalib iss basti kay logouN say
Humm nay Sukh kee kaliyaaN kho kar dukh kay kaaNTay paaye haiN
ever true 
just found this while searching… 
Re: In galiyouN say door naa Hanstaa Chaand naa roshan saaye haiN —
beautiful post anwar
:k:
Wow.. beautiful ghazal.. :k:
thanks for sharing Anwaar bhaii.. 
Re: In galiyouN say door naa Hanstaa Chaand naa roshan saaye haiN ---
[QUOTE]
*Originally posted by Anwaar Qureshi: *
Humm nay sunaa thaa Seh'n-e-chaman maiN Kaif kay Baadal chaahye haiN
Humm bhee gaye thay Jee Behlaanay, ashk bahaa kar aaye haiN
Phool khilay tau Dil murjhaaye, Shamma jalay tau jaan jalay
Aik Tumhaaraa Ghum apnaa kar Kitnay Ghumm apnaaye haiN
Aik Sulagti yaad, Chamaktaa dard, FarozaaN Tanhaaie:)
Pooch naa uss kay Sheh'r say humm kiyaa kiyaa soghaataiN laaye haiN
Soye huvay jo dard thay dil maiN, aaNsoo bun kar beh niklay
Raat sitaarouN kee chaahouN maiN yaad, woh kiyaa kiyaa laaye haiN
Aaj bhee Sooraj doob gayaa hai, Bay Noor Ufaq kay Saagar maiN
Aaj bhee phool chaman maiN tujh ko bin dekhay murjhaaye haiN
Aik Qiyamat ka sann-naaTa, Aik balaa kee taareeki
In galiyouN say door naa Hanstaa Chaand:) naa roshan saaye haiN
Piyaar kee boli, bol naa Jaalib iss basti kay logouN say
Humm nay Sukh kee kaliyaaN kho kar dukh kay kaaNTay paaye haiN
-- Habeeb Jaalib
[/QUOTE]
Wah!!!!
AQ
20

bump