salam guppiyo…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
mujhay in doe gaanon kee mp3’s kee talash hay..kya aap kay paas yeh gaanay hon gay?
1 gaana Waris Baig ka hay, lollywood ka…
**
yeh sohni kuri le gaye dil
yeh sohna munda le gaya dil
**
originally by aamir munawar, from album : jan-e-jana
and it also has a waris baig-te-humeira version from the movie jo der gaya, woh mer gaya…
2 pakistani urdu wedding song
** bano meri teray liyay **
bina something layi hay pariyaan…
mathay pay teray chamkay taaron kee lariyan…
exact lyrics bilkul sahee say yaad naheen hay..
naheen pata tau khayr hay, koi gull naeen
shukarya
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Khuda Hafiz