~*~ In aankhon ne bastiyon ko sawan mein ujarte dekha hai ~*~

http://i51.tinypic.com/t9yys4.jpg

*Tum ne baarishoon ko mehaz barastay dekha hai
Mein ne aksar baarishoon ko kuch kehtay suntay dekha hai

Tum dekhtay ho baarishoon ki jal-thaa har saal
Mein ne barsaat ko baar-ha palkoon pe machaltay dekha hai

Kaise maangun barasta saawan apne Rab se
In aankhoon ne bastiyoon ko saawan mein ujartay dekha hai

Seekh gaye hum baarishoon ko apne under utarne ka fun
Aur phir sab ne humein har pal har dam hanstay dekha hai …

Re: ~~ In aankhon ne bastiyon ko sawan mein ujarte dekha hai ~~

nice
kiski hai?

Re: ~~ In aankhon ne bastiyon ko sawan mein ujarte dekha hai ~~

boht hi aala :lajawab:

Re: ~~ In aankhon ne bastiyon ko sawan mein ujarte dekha hai ~~

Excellent Arif..:k:

Re: ~~ In aankhon ne bastiyon ko sawan mein ujarte dekha hai ~~

Beautiful :k:

Re: ~~ In aankhon ne bastiyon ko sawan mein ujarte dekha hai ~~

Bohat achi ghazal hey Arif :k: … loved the image as well :lajawab:

Re: ~~ In aankhon ne bastiyon ko sawan mein ujarte dekha hai ~~

Zabardast Post n pic also:)

Re: ~~ In aankhon ne bastiyon ko sawan mein ujarte dekha hai ~~

beautiful!

Re: ~~ In aankhon ne bastiyon ko sawan mein ujarte dekha hai ~~

Beautiful sharing Amarbail :slight_smile:

Re: ~~ In aankhon ne bastiyon ko sawan mein ujarte dekha hai ~~

Thank you everyone ... !

Nice arif :k: