Imran Khan-What a shame!

Re: Imran Khan-What a shame!

bhai Babr Shair Youria waloon say poch laitay hain :fatee: mairi Angraizi to bachpan he say kamzoor hay :smiley:

:emmy: saray naami garami loog khoti school he key paidawar hain, burger schooleon key tarah naheen jo sirf neekrain aur mineral water key bottle hath main lay kar caroon main ghoomtay hain :barbie: