Imran Khan in Punjab Uni [merged]

Re: Imran arrested after stand-off with Jamaat-e-Islami students

Abby yeh Islami Jamiat Tulaba ky Ghundy jalty hain Imran sy. Kambakhat larkion ko harass kerty hain sara sal, apnni salgirahon pr zabardasti tuhfy wusul kerty hain in ki salgirah PU main na mannai jay tu jeena dobhar ker dyty hain. Alama Iqbal or qaid-e-Azam ki salgirah per kehty hain ghyr Islami harkat hai.
Ghar aay mehman sy yeh sulook krna aain Islami harkat hai
Jamiyat ky ghundy jal jal ker koyla ho giay jab dykha larkian ab bhi Imran ko pasand kerti hain. Hasad o Jalan ki inteha ny onhin aysa krny pr majbor kia.Asal Masla tu yehi he:chai: