Re: Imran claims he was offered Rs10 billion , New media show
jhoot aap baktay hain, infact iss forum per jitnay jhot app kay pakRay gaay hain…itnay tu Zardari nay bhi kabhi nahi bolay hoon gay
bhaag aap jatay hain…app nay abhi tak faryal talpor key haram khori ka jawab nahi diya…zardari key haram khori ka jawab nahi diya..
bilawal kay aisay konsay oil wells hain kay France, UK, US aur UAE main palaces main rehta hay???
zaban zara sambhal kay baat kiya karain..
waisay bhi app punjabi hater hain…aur akser apna munh TuRwatay rehtay hain…jaisay issi thread main 2 crore key post laga dee…