Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
Aur phir yaaqooti kiss kay istemaal say fez yaab huwa tha ![]()
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
Aur phir yaaqooti kiss kay istemaal say fez yaab huwa tha ![]()
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
woh saari zindagi Dukhi rahaa ![]()
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
![]()
Kash main bhi sukhi hota to aaj ye din na dekhnay perhtay ![]()
Chai khud bena ker pi rahay hoo ya kissi say udher lai ker aaye hoo
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
Jaymooo unkil kee chai kee ketli churaa kar laayaa hooN.. tum bhee piyo… churaai cheezoN kaa apnaa sawaad hai ![]()
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
Mujhay Nazim-abad gayee arsa hu gya hay! ![]()
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
thankoo thankoo
btw mujhay to ye soch soch ker mazaa aa raha hain k Jaymoo chachuu begair ketli k kaisai lagtay hogay ![]()
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
Aur mujhay Nazim-abad say nikklay arsa hoo gaya haiN ![]()
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
Aisha Manzil aur Nazimabad 180 darjaY kaY zaaviye par haiN bibi.. lagtaa hai aap ko nazimabad naheeN karachi gaye huaY arsaa ho gayaa hai ![]()
Nazimabad kaY liye aap ko 2D waghera type kee buss pakaRni paRaY gee:chai:
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
yaaraa. ziadah mazzaY mut lo... rub kaa shukar adaa karo.. aur pirch maiN chai daal kar suRki lagaao buss :D
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
Nahi Nahi arsa nahi huwa sirf kitnay? haan 5 haftay huway hain wapis ayee… lekin aisha manzil kidher hay - mujhay lagga NA main hay! anyways jahan bhee hay qaim rahay!
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
mil banT ker khannay say berkat bherdti hay - sharam kerooo aur mujhay bhee doo ![]()
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
Sohraab GoTh, water pump, Naseerabad, Arshi Cinema, Aisha Manzil, Kareem abad, Laalu khet :D
yaad aayaa:D?
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
yaad aayaa:D?
Yaar dur dur kiyoo jatay hoo yaha hamari tarf aayo na saddar, kharader, lyari
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
Zarra 'kundektar' wali awazz nikal ker sunayaiN - it sure will help... I have heard of all of them but may be coz i havent been to these places since yearz has rotten my memory!
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
Khalifa Chowk - Papoosh nagar :hinna:
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
Tower Tower Tower
Saaabzi mandi, bahaaduraabad, Tariq Road, Sadareeyaaa
![]()
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
Shabash Shabash abb ayee na line per - Tariq Road say aggay aaoo zara abb
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
Kiraayaa poora ho gaya ![]()
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
Tariq road say aagay janay ki kya zaroorat hay
Woo tu khud hi itni lash pash jagga hay ![]()
Re: ::: ~ Important: Resignation ~ :::
hain…
yeh kab hoa.. no pm, no phone, no email.. nothin ![]()
why r u resignin ma dawg? ![]()