Re: Importance of ‘5’ in Punjab’s culture
thank you for the info…
oh i see…mujhe to ilm nahiiN thaa…paak hastiyaaN, alHamdolillah.
mujhe kuchh yaad paRtaa hai k is naam se ek booklet thii jis meN shaayad du’aayeN darj thiiN yaa Punjatan Paak ke naam se kuchh qisse, kahaaniyaaN thiiN. wallaho aalam bissawaab.