Insaan pani ki terha hai kisi bhi rang main dhal jata hai ager wo dhalna chahye to yeh os ki merzi per hota hai k wo jesa chahe wesa ban ja a lekin ek a c cheez hai jis se wo kabhi nahin bhag sakta aur woh mot hai Hum log hool jate hain duniya k meloun main gum ho ker k insaan to pani ka bolbola hai kabhi bhi kuch bhi ho sakta hai aapni dhun main magaan hum itne door nikal aate hain k hum moot ka taswar bhi dhohndla sa dekhta hai…aur phir jub humare pyare hum se door ho ker moot ki agosh main jate hain to humain ehsas hota hai k kiya bas itna he saath tha on ka humare satah… kiya humare pyare hum se ek pal main juda ho jate hain kiya koi es terha chor jata hai … hum Allah tala k hazor gergerate hain k akher onhoun ne hum se kiyoun humare pyaroun ko juda kiya kiyoun akher kiyoun lekin hum bhool jate hain k humare pyare os Azeem hasti ki he amanat hote ahin humare pass aur wo jab chahye humain on se door ya on ko hum se door le ja skta hai sab kuch os Khuda-e-Bazurgo-o-bertar k haath amin hai sab kuch
*Humaraye pyare hum logoun se juda ho jate hain aur humain pata bhi nahin chlata humain yeh tak anhin ehsas hota k jin k saath hum palay berhay hain wo um se door bhi ja sakte hain… esa he kuch aaj humare sab k pyaare **Raindance bhai jaan ** k sath howa hai *
**aaj humare Raindance bhai jaan k bhai khalik-e-hakeki se ja millay inallah-e-in-allah-e-rajoun aur abhi jab humain yeh bat Raindance bhai jan ne PM ker k bata e k wo london aa rahay hain aapne bhai k gher saath main onhoun ne humain on k haq main dua go houn **
sab plz dua karain k ***Allah -Tala Rain dance bhai aur on k gher waloun ko es nazk moka per saber aur hosla dain k wo Allah-Tala ki es merzi ka saber aur hoslay se samna karain aur on bhai jaa ko JANAT-UL-BAKI main jaga dain Ameen-Sum Ameen ***
InnalillahiWalaihiRajion
May Allah give sabre to him and his family in this tough times and fogive his brothers sin even if it is small as a grain and elevate him in JannatulFirduas Ameen