Uchalta hai baansoun Jigar Maam deena
Kai jabse lari hai nazar maam deena!
Kisi nai ye mari hai tar maam deena
kai ghar mai pakkai hai Mattar maam deena
Haseenoun ki zulfain kahaan teri kismet
Tu khotay ki pooshal parh maam deena!
Koi seat jannat mai khali nahi hai
tu jaldi sai dozakh mai war maam deena!
Mairay Sanam-khanay ki sharafat to daikho
wo Kothay par char kai JHATIYA’N maarta hai
Tery gali mai Aawa’n na mur kai
Teri gali mai saanu kuta wadta hai!
Does anyone has more from USTAD IMAM DEEN?