i know jab kabhi muskil halaat mai app kay appnay pass nahi hotay tu app ko ajeeb lagta hai , app boohat kuch miss kartay ho or dil karta hai kay kash appnay app kay pass ho . . . . . magar zindage aik jasi nahi hoti kabhi kabhi insano ko takleefo ka samna bhi karna parta hai akelay so ajj app kay sath yah howa hai dont give up , achay palo ka tu har koie samna kar leta hai magar buray waqto par kharay rahna yah har kay bus ka kam nahi , ajj app is waqat is pal ka moqabala kar lo im sure zindage mai agay chal kar koie bhi pareshani ka samna kar paoo ge . . . . ALLAH par yakeen rakho , sab sahe ho jaie ga :) or study par deehan lagaoo app :)