ik umer yooN guzaari hai

laaziman aap sitam-gar hooN gey
aap ki soorat baRi payaari hai

ye shair kahin parha tha… issi ki zameen main ye ghazal likhi hai aur aik fiqra bhi istemaal kiya hai, jis kay gird quotation marks nahin daal saka kyon kay mujhe Inpage main iss maqsad kay liye koi key nahin mili.

http://www.paklinks.com/gsmedia/files/38398/ik_umer.gif

5 Likes

Re: ik umer yooN guzaari hai

wah..

Re: ik umer yooN guzaari hai

bohat khoob chacha ji :k:

Re: ik umer yooN guzaari hai

very nice :k:

Re: ik umer yooN guzaari hai

Thuwaadi he hai waqai :confused: nice effort brother :k:

Re: ik umer yooN guzaari hai

thanx everyone for the appreciation

Re: ik umer yooN guzaari hai

Ghalib ka touch hay na Ghalib chacha
ur ghalib iss zameen mean kehtay hean

Phir kuch eik dil ko beqarari hay
seena joyaie zakham kare hay

phir jigar khodnay laga nakhun
aamd e fasle lalaa karee hay

phir ussi bewafaa pay martay hean
phir wo he zindage hamari hay

ache kawish hay
ur yee shair

Karb e musalsal mean kateen rozoo shab
Ishq hay yaa eik bemari hay!!!!!!!!!!!!!!!!

Re: ik umer yooN guzaari hai

SHeikh Ji aap say matlab
ko'ee beheshti hay yaa naari hai

Wah wah bhai sahab .. bohut khoob

Re: ik umer yooN guzaari hai

waah g chacha miyaan aap ki kaawish mayaari hay
laikin ye naala konsa hay jo jaari hay?

Re: ik umer yooN guzaari hai

thanx guys... your appreciation means alot to me