ik shair

Re: ik shair

mere mehboob mere pyar pe ilzaam na de
hizr(judai) main id manayi hain muharram ki tarah

Re: ik shair

Re: ik shair

Re: ik shair

Re: ik shair

Wah! Bohat khub imran bhai…keep em comin:k:

Re: ik shair

*^^ Thanks Sis :-) *

Re: ik shair

Re: ik shair

aik umer tak mai un ke zaroorat bana raha
phir yea howa k un ke zaroorat badal gaie

Re: ik shair

Re: ik shair

Jal jaoo karhi DHOOP main khomoshi say liken
apno say kabhi saya-e-diwaar na mangoo

Re: ik shair

Raaste badal jaate hain, manzilain badal jaati hain,
Kyun nahin badalte dil jo taqdeerain badal jaati hain

Re: ik shair

beautiful poetry kaash mainey b hisa leya hota anyway nice Ashaars

Re: ik shair

^ thanks **
**aaap abhi b hisa lay saktay ho :-)

Re: ik shair

Waaapsi ka koi sawaal nai **
**ghar say niklian gay ansoon ke terha

Re: ik shair

*ye tumhari talkh nawaiya koi aur sah kar dekha to day
ye jo hum mai tum mai nibha hai mery hoslay ka kamal hai
*

Re: ik shair

^wah Imran bhai!
Gr8 sharing!!
Keep em comin!

Re: ik shair

Mai dil ko tark e mohabat k de raha tha sabaq.
Sitam zareef ne phir muskara keh dekh lia

Re: ik shair

kisi dushman ne yeh izat aaj tuk nahi bakshi
hamesha dost ka hi haath phuncha hai mere greeban tuk

Re: ik shair

Ab dhundhane chale ho musafir ko dosto
Hadd-e-nigah tak na raha jab gubar bhi

Re: ik shair

*Kisi vaqt sham malal men mujhe sochana
Kabhi apane dil ki kitab men mujhe dekhana
*