ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

**salaamaat,

maiN ek nayaa game shur’u kar rahaa huN…is game meN bas yeh karnaa hai k aapse pahle jo bhii user sawaal kare uskaa aisaa jawaab deN k vo Khud ek sawaal ho…ya’nii, sawaal kaa jawaab bhii sawaal kii soorat meN ho :slight_smile: to, chaliye shur’u ho jaaiye:

kia nayaa saal shur’u ho gayaa?**

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

aapko nahi pata??

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

pataa hotaa to kiuN poochhtaa?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

Har sawal ka jawab sawal se kyon karte hain aap? :p

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

kiuN? kia har sawaal kaa jawaab hii sawaal nahiiN ho saktaa?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

For people who can't understand Roman Urdu:

This game is about answering a question with a question. :D

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!


**
yep, ya got it right. why don't u just answer with a question :)**

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

Arnt you aware of the procedure of the game ?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

*meraa game hai to maiN kiuN nahiiN waaqif huNgaa? *

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

waaqif kon ha ?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

waaqif kaun nahiiN hai?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

ya kahan miltay hain Waqif sb.?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

yeh poochhiye k yeh kahaN nahiiN maujood hote?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

acha yeh kahan nahiin Maujood hote?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

kia vo mujhe apni harakaat o sakaanaat se aagaah karte haiN?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

kia wo aap ko aap k harkaat aw saknaat ka Ehsaas bhee nahi dela suktha ?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

kia aap unke vakeel e Khaas haiN jo yuN jirah kar rahe haiN? [hehe]

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

A shame I can not partake in such a fine activity that burns time. I can't speak Urdu... :(

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

oh oh, too bad. i'm sooooo sorry :(

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo...har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!

Sarcasm? Lol.
Well It's not my mother tongue so didn't bother learning it. However, I do realise it's importance as the linga franca..