ik saal

Kuch khushian kuch aansoo de ka taal gaya
Jewan ka ik aur suhnahra saal gayaa

nice

Bahut khoob :k::k::k:

**
Phir ek hue do saaye
phir kisi hont ne rukhsaar chuaa
phir kisi aankh ne rukhsat chahi
phir kisi gaal pey aanso dhalka
phir tei yaad ke saye mahkay
phir tery pyar ka jhonka aaya
phir tere naam ki sargam jagi
phir mery dard ka suraj nikla
phir meri aankh pe badal chaye
phir meri yaas ki aandhi uthi
phir meri pyaas ke kantay phoolay
Aah bilaakhir December sab kuch cheen
Kar laut hi gaya… :(**

nice:k:

:k:

:k::k: