Koyal
1
***
ab aa'ey meray ahsaas-e-janoo kia mujhay daiNa
dar'yaa usay bakhsha hia tu sehra mujhay daiNa
tum apna makaa’N jab karo taqseem tu yaa’roo
girti huwie dewaar ka saa’yaa mujhay daiNa
jab waqat ki murjhaa’ee huwi shaakh sambhaloo
is shaakh se toota huwa lamha mujhay daiNa
tum mera badan oo’rah k phirtey raho lakiN
mumkiN ho tu ik diN mera chahra mujhay daiNa
choo jaa’ey hawa jis se tu khushboo teri aa’ey
jaatey huwey ik zakham tu aisa mujhay daiNa
shab bhar ki musafat hai gawahi ki talabgaar
aa’ey subha-e-safar apna sitara mujhay daiNa
ik dard ka maila k laga hia dil-o-jaaN maiN
ik rooh ki awaaz k “raasta mujhay daiNa”
ik taaza gazal azan-e-sukhaN maang rahi hia
tum apna mahakta huwa lahja mujhay daiNa
wo muj se kahiN bhar k musibat maiN tha mohsiN
rah rah k magar us ka dilaasa mujhay daiNa***
AQ
2
shab bhar ki musafat hai gawahi ki talabgaar
aa’ey subha-e-safar apna sitara mujhay daiNa
k:
^^
:nono: 
**
koyal appi** two thumbz up:flower1:
Azad
5
hummm
Masroof hain bohut Baat kar saktay nahi Hum
Mohsin hay ghar koi Bhara lotta mujhay daina
Adab Arz
Koyal
6
hmmmmm acha tu na karo na baat gar itni masrofieat theri ..ahhh KUCH LOG 
ik taaza gazal azan-e-sukhaN maang rahi hia
tum apna mahakta huwa lahja mujhay daiNa
khubsurat :k:
Azad
11
Maa’ron Ghuttna phottay aankh
Koyal
13
tu keon ghutno k bal chal k kisi bechaey ki aankh phortey 
Koyal
14
wo aiey thread maiN hamaray khud ki qudrat
kabhi hum apni kabhi un ki ankhin maltey haiN 
PS: no sad and thanks
Koyal
16
thanks cute ..viv...suraj..:)
Azad
20
nahi yeh aik shair bohut hi acha hay