Ik raat chalo tameer karain

Ik raat chalo tameer karain
khamoshi ke sang-e-marmar par
hum taan ke tareeki sir per
do shama-ain jalain jismon ki
jab aus dabay paon utray
aahat bhi na paye sansoon ki
kuhre ki raishmi khushboo main
khushboo ki tarah hi liptain rahain
aur jism ki sondhay pardon main
roohon ki tarah lehrate rahain
ik raat chalo tameer karain

(Gulzar)

Re: Ik raat chalo tameer karain

wow Superb Beautiful Sharing Ali

Re: Ik raat chalo tameer karain

thanks tahreem saeed :)

Re: Ik raat chalo tameer karain

wowie! so poetic, so emotional, so touching. kya kehne Gulzar saab ke!

Re: Ik raat chalo tameer karain

V. Nice..

Re: Ik raat chalo tameer karain

thanks :)

Re: Ik raat chalo tameer karain

:chai:

Re: Ik raat chalo tameer karain

:smack:

:snooty:

Re: Ik raat chalo tameer karain

:biggthumb

Re: Ik raat chalo tameer karain

:D

Re: Ik raat chalo tameer karain

beautiful :)

Re: Ik raat chalo tameer karain

very nice …:k:

Re: Ik raat chalo tameer karain

nice 1 Ali :)

Re: Ik raat chalo tameer karain

thanks :)