Aahat thi kisi khuaab ki ya dhoka tha nazar ka
ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka
aaNkhoN ka sehan bheeg gaya yaadoN ki nami sey
kuch bhi to sila nahi mila ashqoN pe jabar ka
jo lamha alvida ka tha O jaaney waaley meiN ney
tab sey hisaab chorr diya hey shaam-o-sehar ka
udaasiyoN ke gard meiN liptey huwey heiN log
wo maahol badal ke chala gaya saarey shehar ka
mosam kabhi giraaN tha to rastey kabhi katthan
har morr hum pe bhaari tha zindagi ke safar ka
har khaahish doob jaati hey samandar meiN yaas ke
shaed is leeye ke meiN musaafir hooN bhaNwar ka
beittheiN heiN is aas pe bhar jaey ga kabhi zakhm
ik waqt hi shaaed taryaaq hey yaadoN ke zehar ka
taqdeer ke haatoN meiN hey miqdaar phaloN ki
bahaar sey koi rabt nahi khuwahish ke shajar ka
By: Amal
Re: ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka
nice…
kaway aur kankar ki kahani suni?. nai to parho zakhm bharna a jai ga
Re: ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka

Re: ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka
:k:
Paglee
5
Re: ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka
nice one shabnum :p
IS
6
Re: ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka
*Nice sharing :-) *
Re: ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka
aaNkhoN ka sehan bheeg gaya yaadoN ki nami sey
kuch bhi to sila nahi mila ashqoN pe jabar ka
jo lamha alvida ka tha O jaaney waaley meiN ney
tab sey hisaab chorr diya hey shaam-o-sehar ka
udaasiyoN ke gard meiN liptey huwey heiN log
wo maahol badal ke chala gaya saarey shehar ka
mosam kabhi giraaN tha to rastey kabhi katthan
har morr hum pe bhaari tha zindagi ke safar ka
har khaahish doob jaati hey samandar meiN yaas ke **
**shaed is leeye ke meiN musaafir hooN bhaNwar ka
beittheiN heiN is aas pe bhar jaey ga kabhi zakhm
ik waqt hi shaaed taryaaq hey yaadoN ke zehar ka
taqdeer ke haatoN meiN hey miqdaar phaloN ki
bahaar sey koi rabt nahi khuwahish ke shajar ka
By: Amal
beautiful :(
Re: ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka
Ahaa aapko bhi copy paste karna aa geya:p
Amazing stuff , thanku for sharing :-)
Re: ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka
Wah wah, kia zabardast shair kaha hai aap ne 
Re: ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka
jo mane likha us par wah wah kya nahi 
Re: ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka
LOL ahoo 
Re: ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka
/3eautiful ... =)
Re: ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka
very nice :)
Re: ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka
nice one shab..kharboozay ko dekh k kharbooza rang b tu pakar jaya :p
EEMAAN
15
Re: ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka
Very nice..
Re: ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka
Jano g kharbooza kis ko bola:konfused:
Re: ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka
Bohat khoob..........:)
Re: ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka
Kh00b thank you for sharing. :)