Ik larki,
Pagli si, Diwani si,
Masoom si, Anjaani si,
Apne ghar ki mundair per bethi,
In galiyon aur chobaaron ko,
In koochon aur bazaaron ko,
Dekhti hai..
Jahan us ne apna bachpan guzara tha,
Us ki aankhon mein tha,
Intizaar..
Kisi ka!
Magar usey kaun samjhaye,
Ke bachpan ke vaadey to,
Kacchi dor ki tarah hote hain,
aur,
Bhala jane waley,
Kab laut kar atey hain..
Re: Ik Larki...
Apne ghar ki mundair per bethi,
baithnay k leay aur koe jaga nahin thi kya
Re: Ik Larki…
Nahi ![]()
Re: Ik Larki...
uthay koe hor taan nahin baithya
Re: Ik Larki...
uthay koe hor taan nahin baithya
kothy uty koi hor bethya e
othy e jaga khali c
Re: Ik Larki...
us non akhna,khyal nal bawhay
Re: Ik Larki…
main inni waili nai khud keh lo ![]()
Re: Ik Larki...
Apne ghar ki mundair per bethi,
ud kothay utto kawa'n wayyyy
Re: Ik Larki...
laRki hai ya uchaal chakka... aisa Quddusi saab ki bewah kehti hain
Re: Ik Larki…
:hinna: Bechari Larki
Re: Ik Larki...
Jo chala gaya sou chala gaya ...