ik kahaani !

Re: ik kahaani !

bilkul ..app is ka tiya paancha ker saktay hain

STA > app ki joing date bhi TLk say pehlay ke hay : P

Re: ik kahaani !

aap ka naam adbul tou nahee?

wo gana suna hai aap ne, 'aatay jaatay hu'ai main sab kee khabar rukhtaa hoon/naam abdul hai mera, sab pe nazar rukhtaa hoon'

Re: ik kahaani !

old version purana model thaa. TLK naya model hai.

Re: ik kahaani !

apnay zamanay kay ganna mujhay mat sunain ...mujhay sirf ali zafar or atif k songs pata hain : P

Re: ik kahaani !

product to old hee hay na ..packing badal gaye bus !

Re: ik kahaani !


toba hai. kuch loug hamesha nunnay munnay banay rehtay hain

Re: ik kahaani !

Shama har rang mein jalti hai, sahar honay tak :snooty:

Re: ik kahaani !

touba hai …**shama or sahar **k Sehar say abhi tak nahi niklay …ab to woh nanai dadi ban gayen hon gee …

Re: ik kahaani !

shukar hai shair main shama ka zikar thaa, chiraagh ka nahi. Aap tou mujhe bilkul hee budnaam ker deteen.

Re: ik kahaani !

^ badnaam hon gay to kia naam na ho ga !

ps> chiraagh bibi bhi hoten hain waysay chai

Re: ik kahaani !

bohut hee mardanaa bibi ho geen woh bhee

Re: ik kahaani !

^ jub naseem bhai ho saktay hain ...tabassum bhai ho saktay hain ..to chiragh b ibi ka kia qasoor hay