ik daRd tha k jis maiN khay'aanat kabhi na ki

hum ne tu kheR tuj se shika’yat kabhi na ki
aisa nahi k dil ne baghaa’wat kabhi na ki

mahsoos kia kaRay gha wo au’RoN k daRd ko
jis ne khud apnay ap se ul’fat kabhi na ki

phiR faislaY ka haa’q isaY hasil hai kis taRha
roo’daad-e-gham ki jis ne sama’yaat kbhi na ki

haaR daastaaN teRi bohat ghooR se suni
lakiN bay’aaN apni hekaa’yat kabhi na ki

ik khawab tha jo apni shabooN peR raha muheet
kia khawab tha? kisi se wazahat kabhi na ki

ik aag thei k jalteY rahay jis maiN umeR bhaR
ik daRd tha k jis maiN khay’aanat kabhi na ki

nice :teary3:

hmmmm

good jee :) nice one ap ka nick bahut acha laga mujhey .....hehehehe :P

chalain baqi cheezon main to khaynat kar kay tabeeyat sayr ho gaii hay na

Re: ik daRd tha k jis maiN khay’aanat kabhi na ki

mei nei bih kebhe nehe kee :crying:

Re: ik daRd tha k jis maiN khay'aanat kabhi na ki

[QUOTE]
*Originally posted by Paglee: *

hum ne tu kheR tuj se shika'yat kabhi na ki
aisa nahi k dil ne baghaa'wat kabhi na ki

mahsoos kia kaRay gha wo au'RoN k daRd ko
jis ne khud apnay ap se ul'fat kabhi na ki
**
phiR faislaY ka haa'q isaY hasil hai kis taRha
roo'daad-e-gham ki jis ne sama'yaat kbhi na ki **

haaR daastaaN teRi bohat ghooR se suni
lakiN bay'aaN apni hekaa'yat kabhi na ki

ik khawab tha jo apni shabooN peR raha muheet
kia khawab tha? kisi se wazahat kabhi na ki

ik aag thei k jalteY rahay jis maiN umeR bhaR
ik daRd tha k jis maiN khay'aanat kabhi na ki
[/QUOTE]

Great simply beautiful... thanks for sharing....

mahsoos kia kaRay gha wo au'RoN k daRd ko
jis ne khud apnay ap se ul'fat kabhi na ki

very nice.

umda…, wasay kia khayant k bajiay amant kisi or k supard kardain, its also for u muskaan :hehe:

bhut khoob pagleee :)

ziada na hansein :snooty:
mei toh apnei homework ke bat ker rei thee:hehe:

Re: ik daRd tha k jis maiN khay’aanat kabhi na ki

Bohat khoob Paglee:k:…thanx for sharing.

wah bohot khoob :flower1: :k:

Zabardast Paglee, kia baat hai :)

bahut khoob !

:nono: and thanks BiB…:slight_smile:

Re: hmmmm

shukria g..and welcome here g aur nick pasand karnay ka :blush:

thanks azad.. bhatkay huwey....ayman..lamhay sis..niki sis..ayman
:)..and dil sey..:)

hmmmm kis k …koi hia yahan amanatain smabhlnay wala :slight_smile:
any way thanks and welcome..:slight_smile:

Re: Re: ik daRd tha k jis maiN khay’aanat kabhi na ki

kia? jo kabhi nehi kii..:slight_smile:

Re: Re: ik daRd tha k jis maiN khay’aanat kabhi na ki

thanks for comin..:blush: