***Raat veeraan hai, dil pareshaan hai
Kyun roothe ho tum? Ab aa bhi jao
Ab aa bhi jao…
Ab jaan pe bunn aayee itna to na tarpao
Ik baar chale ao, phir aake chale jaana
Ik baar chale ao, phir aake chale jaana
Phir tum ko bulaen to, tum shauq se mut aana***
i am talking about electricity…light nahi hai ider
AQ
August 4, 2006, 6:50pm
2
Re: Ik baar chale ao…
GhareeboN kaa khoon jalaanaY waali Generator-addicted Qoum
Re: Ik baar chale ao....
accha hai bijli nahi hai app patli to hoon gey na:p ..........
Re: Ik baar chale ao…
hain generator:confused: mai bagair phankai kai baitee hoon aur yai laptop bhi kissi time jawab dai sakta hai:bummer:
Re: Ik baar chale ao…
NaTaLia:
yai kiya logic hai:hmmm:
yeh bi koi soochnai wali baat hai? …
Re: Ik baar chale ao…
NaTaLia:
UUFF yai garmi:bummer:
You didn’t say where those pics were taken? By the garmi I take it somewhere in UAE?
Re: Ik baar chale ao…
^^
UAE mai light nahi jaati..i am in pakistan now a days:blush:picture were taken we we had a 2 days stay in dubai:barbie:
P_G
August 5, 2006, 3:10am
11
Re: Ik baar chale ao....
main jang news paper main cartoon dekha
us main kesc or wapda walay bijle or paani ki kaami ki shikyat lay ker anay walee awam ko kehtay
Asman per bijlee chamk rahe hay or kehtay ho bijlee nahi hay
(bairsh ki wajha say )paani main kharay ho or kehtay ho paani nahi hay
Re: Ik baar chale ao....
wah... purani yaadain tazah ho gayeen... Saleem Javaid kay songs bhi aik zamane main tabahi datay thay.