Insha Allah Azawajal 14 shaban ul Moazam Asar ki Namaz k bad Faizan e Madina Babul Madina Karachi main iftar Munajat ka ahtimam hoga phir namaz e Maghrib Bajamat Ada ki jaiegi phir insha Allah Azawajal 6 nafawil ada kiye jaiengay phir isha ki namaz k bad Insha Allah Azawajal sunnatoun bhara ijtimah e zikro Naat shooro hojaiega jis main sheikh e Tareeqat Hazrat e Allama Moulana Muhammad Ilyas Attar qadri rizvi (damat barkatuhum ul aliya)sunnatoun bhara bayan farmaingey
Tamam islami bhai Asar se hi is ijtimah main shareek hokar barkatein lootye
Nez yeh ijtimah Madani channel aur http://www.dawateislami.net per live telecast kiya jaiega