iinhi Khush gumaaniyoun mein kahin jaan se bhi na jaao

inhiin Khush_gumaaniyon mein kahiin jaaN se bhii na jaao
vo jo chaaraagar nahiin hai use zaKhm kyuuN dhikhaao

**ye udaasiyon ke mausam kahiin raayegaaN na jaayeN
kisii zaKhm ko kuredo kisii dard ko jagaao **

**vo kahaaniyaaN adhuurii jo na ho sakengii puurii
unhein main bhii kyuu.N sunaa_uuN unhein tum bhiikyuuN sunaao **

mere ham_safar puraane mere ab bhii muntazir hain
tumhein saath chhoDanaa hai to abhii se chhoD jaao

**ye judaa_iyon ke raste baDii duur tak gaye hain
jo gayaa vo phir na lauTaa merii baat maan jaao **

kisii bevafaa kii Khaatir ye junuuN ‘Faraz’ kab tak
jo tumhen bhulaa chukaa hai use tum bhii bhuul jaao.

Re: iinhi Khush gumaaniyoun mein kahin jaan se bhi na jaao

Very nice :k:

Re: iinhi Khush gumaaniyoun mein kahin jaan se bhi na jaao

Thanx Prince ali

Re: iinhi Khush gumaaniyoun mein kahin jaan se bhi na jaao

bohet khoub
thx 4 sharing:)

Re: iinhi Khush gumaaniyoun mein kahin jaan se bhi na jaao

Buhat achchay …keep posting :flower1:

Re: iinhi Khush gumaaniyoun mein kahin jaan se bhi na jaao

Beutiful 1

Re: iinhi Khush gumaaniyoun mein kahin jaan se bhi na jaao

very nice sharing......thnx

Re: iinhi Khush gumaaniyoun mein kahin jaan se bhi na jaao

thnx to everyone for liking it......

Re: iinhi Khush gumaaniyoun mein kahin jaan se bhi na jaao

very nice maham ji

Thanx....Usman