IFTARI

"Jo shaks apny jaib kharch se apne doston ki Iftari krvata hai, kamyabi hamesha uss k kadam chomti hai. |‘(’;') | '..(> hai koi |

Re: IFTARI

yeh kiskaa qaul hai janaab? jeb Kharchii kaa tzakirah hai is liye koii jiddat nazar aatii hai :D

Re: IFTARI

aa jao u ki main iftaari karwa deti baqi iss qaul ko apny pass rakho , apni marzi, gharz, ke lia qual nahin banaty

Re: IFTARI

aur bhii Ghareeb Ghoraaba sar-e-raah baiThe haiN Sayyma, unheN bhii khilaa pilaa kar aur moTaa banaa kar sawaab-e-daarai’n Haasil kareN…moTe hoNge to u ko du’aa deNge :slight_smile: :cb:

Re: IFTARI

kkf bhai planing for canda after ramdhan , will c u,

aa jao sub jo khana hai paka lena kitchen bhi hazir hai or grocery bhi

Re: IFTARI


*ari waah...to, kia mustaqil taur pe aa rahii haiN yaa sirf sair o tafreeH ke liye? aaiye aaiye...Khushaameded magar maiN to eid se pahle deRh maah ke liye India jaa rahaa huN inshaa Allah...lauT kar jab aauuNaga to iA mulaaqaat hogii agar us waqt tak aap Canada meN huiiN to :) *

Re: IFTARI

aap aaj itnay dino baad kaha say aa gai ? mein b aa jao iftari par ? :D

Re: IFTARI

iftaari nahi iftaar hota hai :D

Re: IFTARI

to kia HAMSAION se mang k b karata he koe:rotato:

Re: IFTARI

mein jab tumharay hamsaya mein aa raha hu to mujhay biryani khila rahi ho na ?

Re: IFTARI

Shabaash, ab hum sabh ko iftaar dawat par bullao - kamyabi tumhwrai qaddam choomay ge. :@:

Re: IFTARI

Abhe tou main nay kuch kaha bhe nae tha aur iss ki tangain pehlay he 2 pieces main divide ho gaen :teary2:

Re: IFTARI

:yawn:

Re: IFTARI

^

meri makhi wapis karain :crying:

Re: IFTARI

naheen :sleep:

Re: IFTARI

chaloo phir isi khushi ma meri aftari karwa doo

Re: IFTARI

meri makhi kion khai :crying:

Re: IFTARI

ghalti say :sleep:

Re: IFTARI

ab pakar ke la kar dain makhi :crying:

Re: IFTARI

Iftari kay baad :sleep: