bilkul bajaa…magar, farishtoN ko Khoon kaa ilm kaise huaa? iskaa jawaab yeh hai k Allah ne unko bataayaa hogaa [Ghaib kaa ilm sirf Allah ko hai] … yeh naa-farmaanii nahiiN thii zaahir hai, yeh is amr kii taraf ishaara thaa k insaan be-jaa Khoon bahaayegaa! zaahir hai aajkal jo bhii be_jaa qatl o Ghaarat-garii ho rahii hai vo sirf 'maiN baRii k taiN baRii!" kaa hii to chakkar hai.