Re: Idher Zindagi ka …
**idher zindagi ka janazah uthay ga
udher zindagi unn ki dulhan banay gi
Qayamat say pehlay Qayamat hai yarou
meray saamnay meri duniya lootay gi **
baree zalim hai joh aap kee duniya ujaar rahee hai, zaroor koi churail ho ge.. ![]()
Very nice. :k: