Saray zara idher aao aur kaan pakro.
Main nai is Multi nick sai 100 kiya hai aur kisi nay wish nahi kiya?![]()
Main tum sab sai naraz hoon.![]()
Saray zara idher aao aur kaan pakro.
Main nai is Multi nick sai 100 kiya hai aur kisi nay wish nahi kiya?![]()
Main tum sab sai naraz hoon.![]()
Re: Idher aao saray
aap kaa ta'alluq "shadi_online" saY tau naheeN hai naa?
Re: Idher aao saray
Aap hain kon, BTW? ![]()
Re: Idher aao saray
kaan pakarnay ko to pakar lain .. par apkay kaan nazuk lagtay hain, ukhar na jaayen
Re: Idher aao saray
nahi na .. hamain apnay pakarnay main koee maza nahi aata.. :D
Re: Idher aao saray
Lagta hai abhi tumhari shadi nahi howi…![]()
Re: Idher aao saray
bohat acha hooa
multinicks ko main mubarik naheen detee ![]()
app ho kon ![]()
Re: Idher aao saray
Kiyon nahi detay? Wesay I am senior than you…
Meray taqreeban 100 multinicks hain. Keya keya ginwaon…![]()
Re: Idher aao saray
main nick bata dein
Re: Idher aao saray
Jia,
aap ko bohat bohat mubarak ho, Allah nay itni jaldi yeh khushi dikhai hay ham sab ko,
ham sab Allah kay shukar guzaar hain k Uss nay yeh din dikhaaya khushion bhara...
samjh hi nai aaraha k apni khushi ka izhaar kaisay karoon, meray pass alfaaz khatam hotay jarahay hain :s
yeh din aaj itna bara hay k aaj aap nay 100 post kia hayn :-)
iss poori ummat-e-Gupshupa ki yeh khuaish aur dili arzoo hay kay aap rozaana isi tarah 100 karta rahain... aur hamain isi tarah khush honay aur mithai khaanay ka moqa daitay rahain :-)
Allah nazre-e-badd say bachay aaamin summa aamin
Duago Fakhat aik...
Mukhlis Dada Abbaa Khan Sahib Karachvi-USAvii- & etc
Re: Idher aao saray
oho … pher to apko nicks ki century mubark ho bohat bohat , ab inngs declare karni hai ya double century ka iradah hai ![]()
Re: Idher aao saray
Keep up the Good Work...!
Re: Idher aao saray
shadi ho ya na ho, apnay kaan pakarnay ka kabhi maza nahi aaya.
Re: Idher aao saray
post 100 app nay kee hum psay poocha tha kernay say pehlay ?
phir mubarak kion dain?
Re: Idher aao saray
Ticket aap say Layna aprta hai kyaa?
Re: Idher aao saray
^-- again mubarak... plz read my post number 12 above :-)
Re: Idher aao saray
Dada Abba…awwwwwwwww. Thats a cute post..![]()
Faizy, shadi kay baad tumhari begum tumharay kaan pakray gi aur pakar waye gi bhi…![]()
Problem apa, thanks…![]()
Thanks the rest of people…![]()
Re: Idher aao saray
walikum thanx : P