id band karni ho to kia karna parta hai ??

mujhe yeh id band karni hai kisi ko pata hai yeh kaisay band hogi

Re: id band karni ho to kia karna parta hai ??

Mujahi Line maaroo, fatima tumhai band ker dai gi :blush:

Re: id band karni ho to kia karna parta hai ??

abay yaar sahi sahi bata do thread ki baat nahi kar raha id band karni hai

Re: id band karni ho to kia karna parta hai ??

mai id ki hi baat ker raha hoo, aik mertaba line maroo phir pata chalaiga :D

Re: id band karni ho to kia karna parta hai ??

i love u dukhi mian tumhre bina jee nahi sakta plz plz apna cell no de do mujhe tumse milna hai i love u sachi kasam se i love u ufff saahns nahi aati tere bina

Re: id band karni ho to kia karna parta hai ??

:hehe: :hehe: :hehe:
tum to mujh sai bhi barhi choruuuuuuu hoo :smiley:

Re: id band karni ho to kia karna parta hai ??

:D**…:hehe:..**

Re: id band karni ho to kia karna parta hai ??

:smack:
tum duffer usseh kyun tang ker rehai ho
beinglonely mod ko pm kero yeh sawal voh hi sai jawab dein geh
yeh dukhi duffer nehi deh gah :smilestar:

Re: id band karni ho to kia karna parta hai ??

Kiss ko keh rahi hoo :naraz:

Re: id band karni ho to kia karna parta hai ??

tumhe :snooty:

Re: id band karni ho to kia karna parta hai ??

Mai nai kia kiya *aik dum sai masoom wala mou

Re: id band karni ho to kia karna parta hai ??

:smilestar:
tum toh kabhi kuch kerte hi nehi
mere saamne kerte ho phir yeh masoun shakal bana ker kehte ho “maine kiya kiyaaa”

Re: id band karni ho to kia karna parta hai ??

mai to mazaak ker raha tha puch loo uss sai
woh too meri aunty jessi haiN:bummer:

Re: id band karni ho to kia karna parta hai ??

:smack:
Beinglonely is a GUY mard hai voh
aurat nehi you pagal :smack:

ok me going Allah Hafiz:wave:

Re: id band karni ho to kia karna parta hai ??

Kiya kaha :sheen:
Allah Hafiz

Re: id band karni ho to kia karna parta hai ??

dukhi bhaag gaya hahaha :) thx sidz main pm karta hoon mod ko