http://www.ibbii.com/wp-content/uploads/2010/08/Allama-Iqbal-600x407.jpg
Re: iblees muslaman hojaye
Iblees ne boht neaik logon ko dekh liya, Musalmaa nahin huwa.. ab kia Taleban ko dekh ke Musalmaan hoga
Re: iblees muslaman hojaye
Allama sb ne namumkin si baat kahi hai
Re: iblees muslaman hojaye
mujhe shak hai k yeh she'r Allamah kaa hai...agar hai to plz bataayeN k yeh kis majmoo'e meN maujood hai, agar aap jaante hoN to.
Iblees ne Allah ko dekh kar jab naa-farmaanii kii to vo Hazrat e insaan ko dekh kar kia Khaak musalmaaN hogaa aur vo bhii aaj ke musalmaanoN ko! us ne to insaan ko gumraah karne kaa Thekaa le rakkhaa hai aur badle meN abadii jahannam...so, aisii tavaqoo yaa aisii misaal denaa hii be_ma'nii hai aur yehii vajah hai k mujhe nahiiN lagtaa k yeh she'r 'allaamah kaa hai...agar hai bhii to shaayad unke aHd-e-tifli kaa ho.
Re: iblees muslaman hojaye
Yeh Mai Kiya dekh rahi Hoo, poetry section Mai bhi reference manga ja raha hai. _

aur kahan manga jata hai?
Re: iblees muslaman hojaye
baat na mumkin hai, he was talking about the jazba and lagan. ![]()
Re: iblees muslaman hojaye
to, references kia machhli baazaar yaa ghaas manDii meN maangaa jaataa hai k bhai yeh machhli kis taalaab men maarii yaa yeh ghaas kahaN se khodii? ![]()
Re: iblees muslaman hojaye
Re: iblees muslaman hojaye
phir zara app bhi apni 30k + posts ka reference den ![]()
Re: iblees muslaman hojaye
PA main bhi sahi reference dena parta hai. health main bhi. ![]()
Re: iblees muslaman hojaye
references mareez ko DR se nahiiN maangnaa chaahiye, han agar neem Hakeem Khatra e jaan ho to zaroor maangnaa chaahiey
![]()
Re: iblees muslaman hojaye
Uffff I forgot that Icon code,it was sta's fvt.
Re: iblees muslaman hojaye
mujhe shak hai k yeh she'r Allamah kaa hai...agar hai to plz bataayeN k yeh kis majmoo'e meN maujood hai, agar aap jaante hoN to.
Iblees ne Allah ko dekh kar jab naa-farmaanii kii to vo Hazrat e insaan ko dekh kar kia Khaak musalmaaN hogaa aur vo bhii aaj ke musalmaanoN ko! us ne to insaan ko gumraah karne kaa Thekaa le rakkhaa hai aur badle meN abadii jahannam...so, aisii tavaqoo yaa aisii misaal denaa hii be_ma'nii hai aur yehii vajah hai k mujhe nahiiN lagtaa k yeh she'r 'allaamah kaa hai...agar hai bhii to shaayad unke aHd-e-tifli kaa ho.
aap ki baat dil ko lagti hai
Re: iblees muslaman hojaye
aap ki baat dil ko lagti hai
lol...aur aapkii baat jigar ko! :) dil o jigar haiN ham log! :) thank you! :)
Re: iblees muslaman hojaye
yes I remember someone giving references from aadab e …
Re: iblees muslaman hojaye
khul kar baat kiya karo. jumla adhora mat chora karo. ![]()
waisy , urdu kay paper main naqdeen ki araa ka quotation bhi dena parta tha. usko bhi reference hi samjh lo. adab main bhi zaroori hai. ![]()
Re: iblees muslaman hojaye
Muje khud itna ghussa ata hai adhuri baton pe ![]()
Re: iblees muslaman hojaye
jumla complete karo.
Re: iblees muslaman hojaye
I kind of agree with what KKF said
Have checked on net, they do seem to mention Allama Iqbal name with this but nothing more.![]()