watch a mujra live in my room.. not cuz of hawas but jus like that.. u knw the kind with a hundred musicians and dozens of pretty gals dancing kathak in the middle of the stage.. aur main apne gaddi pe baitha gulab jamun aur pede kha raha hoon… aahhhhh… i am already feeling like mian akbar…
Re: i wanna....
errrrrr.. u shouldnt be sleep-posting bhai ;-)
Re: i wanna....
Hmmm,,,phir kiya hoya,,?
Re: i wanna…
phir amma nay ‘burburaahat’ sunn karr DO raseed kareen bara number ki parcel’d jootiyon ke sath.. ![]()
Re: i wanna…
Phir Khatak dane ka kiya hoya,Jahan-Panha nay khud he complete kiya ? ![]()
Re: i wanna…
ewww! thats JUST a wrong .. WRONNNNGG image !
raindance:
.. kabhi JAHAN panaah ko dekha hay KHUD say khatak kartay huay? ![]()
Re: i wanna....
mai bhi chahta hoon ki lakh auratein mera baithnavala kamra mein nachein
Re: i wanna…
apka kharay honay wala kamra bhee hay? ![]()
ps, lakh aayengi kaisay? hathi rakhnay ka kamra kay?
Re: i wanna…
Anarkali died ages ago - snap out of it
Mughal-e-Azam ki Aulad ![]()
Re: i wanna....
deewaar khod kar nikaaling lookie lookie..here
Re: i wanna…
----------x---------
Hum app kay laye ‘Tailabi bait-ul-khila’ aur aik adad shahi lotay ka itezaam
ker daitain hain 'Bairoun a mahal kay peechwaray mai. ![]()
Filhal to aik lakh 'makhiyaan ab kay araam ka khyal rakhain gee,jab tak app
farig nahi ho jatay,
:k:
Phir us’hee tailab mai,App ko shahi ghusl diya jaye ga,:yukh:
Re: i wanna…
mujhey bhi bola layna …
… agar asay moqa milay
…