aur mey ney aik show mey suna tha key aik muslim larki fermaa rahi thi key larki ka strong character dehkna ho tou kashish ka dehko jis se kuch kehney ki himmat hi nahin hotii hero kee aur mey idher yehi sochti rahi zaahir hey jis larki key dramey mey hi 4 shohar hoangey us se koi larka kia keh sakey ga:@: humari qoam ko bohat achey tareeqey se indian media ney hijack kerliya hey key hum apney intehaai qaabil ehtraam rishtoan ko bhi un hi ki nazar se dehkney ki kosish kerrahey hein!