Re: I sense a disturbance in the force..
hmmmm atlantis walay ghar ki chaabo kho gayee thi, ussay bannwanay kay liye galaxy say bahar jana parra tha..laptop bhi atlantis walay ghar mein band tha.
Chaabi koh gahe the yea babhi nay house maid kay sath Raang'raliyaan mana'tay howay pakar lia tah:p