Re: *~ I QuiT >-------------
bas kabhi gharoor nahin kiya ![]()
lo ji ab to mohtarmaa thandi hawa nain bhi mohar-e-tasdeeq sabat kar di hai… ab to yahi waja ho saktaa hai
waisy ye bhi ho saktaa hai kay wo “aik” mohtarmaa/mohtarim idhar aaty hoon aur PK unkal nain unhain batany kay liye dhaga khola ho ![]()
waisy aap unn kay zakhmoon par nimak paashi naan karin balkay kuch thandak pohanchain