-------------------------> **Flirting **… P^K singing
Flirting karna hum nay chorr diya chorr diya..
Phirtay thay maaray maaray …
GS ki har thread main pyaaray … flooding
Yeh Aanaa jaanaa hum nay chorr diya chorr diya …
Lihaaza Ab Mujhay FLIRTOO NA kaha ja’ey warna…
Re: *~ I QueT >-------------
bardI dair ki mehrbaan aatai aatai. …
Re: *~ I QuiT >-------------
Ok ...so you were a player till now ...aur ab kia iraaada hai ......
MashaaAllah thas good Decision ...lekin ab tak ...apni khel mein kisi ko jaal mein phansaaya bhi hai ... agar haan to baat hui na k you dont need to no more aur agar nahin to phir bhi good thing cos you may not be a good player ............... ;-)
Re: *~ I QuiT >-------------
^ ROFL
Re: *~ I QuiT >-------------
poond kah lain janab ko?
Re: *~ I QuiT >-------------
kiss say bisti karwai hay
Re: *~ I QuiT >-------------
^
Re: *~ I QuiT >-------------
Ok …so you were a player till now …aur ab kia iraaada hai …
MashaaAllah thas good Decision …lekin ab tak …apni khel mein kisi ko jaal mein phansaaya bhi hai … agar haan to baat hui na k you dont need to no more aur agar nahin to phir bhi good thing cos you may not be a good player …
Kaafi shikar hovay humari aankhoon k teer say
Laykin ab bas … Ab sirf aur sirf Aik
Re: *~ I QuiT >-------------
Baqaul e Shaa’ir…
Hum say Jeetaa hay naa Jeetaygaa Koi
Woh tou hum jaan kar kha laytay hain MAARAIN Aksar…
bizti naheen bizti kharab karva’ee hay … Aap nay karvaani hay
lucky7
June 8, 2007, 3:11pm
10
Re: *~ I QuiT >-------------
okay man! when the wedding?
Re: *~ I QuiT >-------------
Abhi naheen … Abhi karo thorra IntizaaR
lucky7
June 8, 2007, 3:23pm
12
Re: *~ I QuiT >-------------
okay man
Re: *~ I QuiT >-------------
-------------------------> **Flirting **… P^K singing
Flirting karna hum nay chorr diya chorr diya..
Phirtay thay maaray maaray …
GS ki har thread main pyaaray … flooding
Yeh Aanaa jaanaa hum nay chorr diya chorr diya …
Lihaaza Ab Mujhay FLIRTOO NA kaha ja’ey warna…
you and stop?
Lagta hai PK aaj PK (pi key) aaya hai
K337
June 8, 2007, 3:42pm
14
Re: *~ I QuiT >-------------
theek hai theek hai
RAHUL abhi zinda hai
ap ki kaddi sambhal le ga:o:smooth:
Re: *~ I QuiT >-------------
mainnay karwa karwa kay jitni izzat thi woh bhi gawa di..
sweefs
June 8, 2007, 3:49pm
16
Re: *~ I QuiT >-------------
about time… burhapay main waisy bhi aisy kaam choot jaaty hain
Re: *~ I QuiT >-------------
baja farmaya
app say bahtar koon jantahay
Re: *~ I QuiT >-------------
ji sahib aap ki shagirdi main rahy hain... aap ki sub aadaton say waqif hain aur unn main aany waali tabdilyoon say bhi :)
Re: *~ I QuiT >-------------
hashyaar chachay hoo app :D